Al Salamu 'Alaykum."Mehnat maqsad ke liye hoti hai, mehnat mehnat ke liye nahin hoti. Tabligh chalne phirne ke liye nahin, Deen ko zindagi mein lane ke liye hai." (Hadrat Mawlana Ibrahim Dewla d.b.)
Translation: (Every) work has a goal behind it. Work is not done just for work. Tabligh is not for moving around from place to place, rather it is for bringing the Deen into one's life.
Thanks to Akhi 'Azimuddin for sending this quote to me.
Wa Salamu 'Alaykum.
Subhanallah ..
ReplyDeleteMoulana ne kya khimte baat bataye hai
Deen k mehnat karne wale ko maqsad saam ne rak kar chal na hoga
warna deen logo k andar aayega aur hum deen se mehrum hojayenge
kyu k hum ne apne zaat ko saam ne nahi rakkha
hum ne dosro k islah k niyyat karre hai ..
isliye bhaiyo kaam apne islah ka hai ..
AllahTala kare hame samjade
Assalamualaikum